Bade dukh k sath kahna pad raha hai ki ham usi sanshkrati me palne wale log hain jiski charcha sampuran vishwa me hoti hai,aur is desh me jahan nadiyo ko maa mana jata hai per dukh is baat ka hai ki ham apni hi maa ko maa nahi samjhte,
jahan pattharo ko bhagwaan maan kar pooja jata hai,wahi apne ghar me apne mata pita roopi bhagwaan ko pooj nahi pate.
akhir kyu?
Jo maa hame bachpan se paal posh k bada karti hai,apna sara pyar sari khushiyan hamare liye bina kuch sonche samjhe balidan kar deti hai.aur ham ek ladki jo hame ek/do ya 3 saal pahle mili hai ham uske pyar k aage apni maa k pyar ko bool jate hai,aur unse bagawat karne ko taiyar ho jate.
akhir kyu?
Kya bhartiya sanskrati ne hame ye shikchha di hai.
Jago ladko jago aur apne mata-pita k charno me apna jiwan samarpit karo aur unki sewa karo.

No comments:
Post a Comment