badal swayam shital pawan me hi baha karte,
Sundar madur ye Fool sab mausam Saha karte,
Kya jal se badal ka Tumhe rista nahi Bhata,
kaise manu pyar me tapna nahi aata,
pyar me pagal kabhi meera hua karti,
sang me pagal kabi radha hua karti,
bolo kisko jag me ye rishta nahi bhata,
kaise manu pyar bhi karna nahi aata,
pyar hamne hai kiya galti nahi hai,
mang kar tumko koi chori nahi ki hai,
pyar ka matlab tumhe kya ab nahi bhata,
kaise manu pyar bhi karna nahi aata.
Sundar madur ye Fool sab mausam Saha karte,
Kya jal se badal ka Tumhe rista nahi Bhata,
kaise manu pyar me tapna nahi aata,
pyar me pagal kabhi meera hua karti,
sang me pagal kabi radha hua karti,
bolo kisko jag me ye rishta nahi bhata,
kaise manu pyar bhi karna nahi aata,
pyar hamne hai kiya galti nahi hai,
mang kar tumko koi chori nahi ki hai,
pyar ka matlab tumhe kya ab nahi bhata,
kaise manu pyar bhi karna nahi aata.
No comments:
Post a Comment